Wednesday 21 October 2020

Samjho

 Samjho

Jaha apni hi zuban se 

apna imaan pad jaye smjhana
Vaha imaan ka zra bhi maan nhi hota
Jahan sabit krni pad jaye mohabbat
Vaha fir bhrose ka namoshishan nhi hota
Agr itna hi gehra hota hai
dilo ka rishta
To yun imaan aur mohabbat ka mujahra shreyaam na hota..
                                   -SoniA

No comments: