Dil ko mili jhuthi tassali ki keemat
In Bekasoor aankhon ko bharni padti hai,
Dukh hai iss baat ka
K mann mein goonjte swalo ki ladayi
Jhoothi muskaan se ladni padti hai,
Dikhawa log krte hain
najane kitne dhong krte hain
Aur sharam se nazrein
niche humein krni padhti hai,
Vado se log mukrte hain
Jhuthe dawe roz krte hain
Kuch esi hain shikayate
Jo khud ko khud se hi krni padti hain,
Sirf Muh se bol dene se
parwah nhi hoti
dunia walo!
Parwah dil se krni padti hai
Parwah dil se krni padti hai.
- SoniA
In Bekasoor aankhon ko bharni padti hai,
Dukh hai iss baat ka
K mann mein goonjte swalo ki ladayi
Jhoothi muskaan se ladni padti hai,
Dikhawa log krte hain
najane kitne dhong krte hain
Aur sharam se nazrein
niche humein krni padhti hai,
Vado se log mukrte hain
Jhuthe dawe roz krte hain
Kuch esi hain shikayate
Jo khud ko khud se hi krni padti hain,
Sirf Muh se bol dene se
parwah nhi hoti
dunia walo!
Parwah dil se krni padti hai
Parwah dil se krni padti hai.
- SoniA
No comments:
Post a Comment